… Continue Reading....
Surah Al Baqra Tilawat by Junaid Jamshed
… Continue Reading....
Meetha Meetha Pyara Pyara Mere Muhammad Ka Naam

Hum Sab Bhejain Un Pay Hazaron Lakhon Durood-o-Salam

Khair Ul Bashr Woh Khair Ul Wara Woh Hum Sab Ke Rahnuma Woh

Uswa Unhi Ki Rah E Amal Hai Zindagi Hai Chiragh
Hum Sab Bhejain Un Pay Hazaron Lakhon Durood-o-Salam
Kamil Insaan Mehboob Yazdan Mehboob E Har Khas O A’am
Meetha Meetha Pyara Pyara Mere Muhammad Ka Naam
Meetha Meetha Pyara Pyara Mere Muhammad Ka Naam
Abb Woh A’ata O Lutf O Enayat Un Ki Zaat Main Ghayat

Rab Jis Ki Ta’aref Main Keh Day Innaka la A’ala Khuluqin Azeem
Hum Sab Bhejain Un Pay Hazaron Lakhon Durood-o-Salam
Roothay Huaoon Ko Rab Se Milana Meray Muhammad Ka Kaam
Meetha Meetha Pyara Pyara Mere Muhammad Ka Naam
Meetha Meetha Pyara Pyara Mere Muhammad Ka Naam
Zikr Hai Un Ka Basti Basti Ghonj Rahi Hai Mehfil E Hasti

Day Kar Dunya Bar Ki Dualat Mil Jayay Ger Un Ki Muhabbat
Hum Sab Bhejain Un Pay Hazaron Lakhon Durood-o-Salam
Mea’araaj Ki Shab A’arshay Bareen Per Kaisa Yeh Un Ka Maqaam…
Meetha Meetha Pyara Pyara Mere Muhammad Ka Naam
Meetha Meetha Pyara Pyara Mere Muhammad Ka Naam
Dekh Teri Ummat Ki Sansaain Doob Chuki Hain Doob Rahi Hain

Dheeray Dheeray Madham Madham In Zakhmon Pay Rakh Day Marham
Hum Sab Bhejain Un Pay Hazaron Lakhon Durood-o-Salam
Ummat Ke Gham Main Shab Bhar Rona Meray Muhammad Ka Kaam
Meetha Meetha Pyara Pyara Mere Muhammad Ka Naam
Sab Se Ansab Sab Se A’ala Meray Muhammad Ka Kaam
Doobte Huoon Ko Kinaray Lagana Meray Muhammad Ka Kaam
Sotay Huoon Ko Pyaar Se Jagana Meray Muhammad Ka Kaam
Bay Talboon Main Talab Jagana Meray Muhammad Ka Kaam
Mohabbat kya hai dil ka dard say mamoor ho jana
matayee jaan kisi ko sonp kar majboor ho jana
Qadam hay rah-e-ulfat main tu manzil ki hawas kasi
yaha tu ayn manzil hay thakan say choor ho jana
yaha tu sir say pehly dil ka soda shart hay yaroo
koi asaan hay kia sir madoo mansoor ho jana
Mohabbat kya hai dil ka dard say mamoor ho jana
basaa layna kisi ko dil main dil hi ka kalayja hay
paharo ko tu bus ata hay jal kar toor ho jana
Mohabbat kya hai dil ka dard say mamoor ho jana
nazar say door rah kar bhi taqi wo pass hay maray
k mari aashki ko ayeb hay keh mehjoor ho jana