Ye Subh-e-Madina, Ye Shaam-e-Madina,Mubarik Tujhe Ye Qayam-e-Madina

Junaid Jamshaed
http://download.ufdpoint.com/naats/Junaid%20Jamshaed/Ye%20Subh-e-Madina,%20Ye%20Shaam-e-Madina,%20Mubarik%20Tujhe%20Ye%20Qayam-e-Madina%20(www.UFDpoint.com).mp3

Layrics


Ye subh-e-madina ye sham-e-madina
Mubarak tujhe ye qayam-e-madina

Madina madina madina madina
Nabi (saw) ka shahar hai ye shahr-e-madina

Mubarak tujhe ho ae arz-e-madina
Nabi (saw) ka shahar hai ye shahr-e-madina

Tere paas jab sayyad-e-do jahan hain
Na kyun rashk-e-aflak ho phir madina
Madina madina madina madina

Ye subh-e-madina ye sham-e-madina
Mubarak tujhe ye qayam-e-madina

Madina madina madina madina
Nabi (saw) ka shahar hai ye shahr-e-madina

Tere sabz gumbad pe ‘alam fida hai
Falak jaise choome zameen-e-madina

Tera zarrah zarrah nishan-e-Nabi (saw) hai
Fida tujh pe main khak shahr-e-madina

Ye subh-e-madina ye sham-e-madina
Mubarak tujhe ye qayam-e-madina

Madina madina madina madina madina
Nabi (saw) ka shahar hai ye shahr-e-madina

Ohad ke ye daman me khoon-e-shaheedan
Sabaq de raha hai wafa-e-madina

Nishani hai islam ki ‘azmaton ki
Sahaba (ra) ke qadmon se khak-e-madina

Wafadariyon par sahab ki akhtar
Hai tareekh roshan ye shahr-e-madina

Ye subh-e-madina ye sham-e-madina
Mubarak tujhe ae arz-e-madina


download naat

[table id=5 /]

Read More
1

Tu Ne Poochi Hai Imamat Ki Haqeeqat Mujhe Se

Junaid Jamshaed
http://download.ufdpoint.com/naats/Junaid%20Jamshaed/Tu%20Ne%20Poochi%20Hai%20Imamat%20Ki%20Haqeeqat%20Mujhe%20Se%20(www.UFDpoint.com).mp3

Lyrics


Tune poochhi hai imamat ki haqiqat mujh se
Haq tujhe meri tarah sahib-e-asrar kare

Hai wohi tere zamane ka imam-e-barhaq
Jo tujhe hazir-o-maujood se bezar kare

Maut ke aaine me tujhko dikhakar rukh-e-dost
Zindagi tere liye aur bhi dushwar kare

De ke ehsas-e-zeya tera lahu garma de
Fakr ki saan chadha kar tujhe talwar kare

Fitna-e-millat-e-baiza hai imamat uski
Jo musalman ko salateen ka parastar kare

Tune poochhi hai imamat ki haqiqat mujh se
Haq tujhe meri tarah sahib-e-asrar kare

Hai wohi tere zamane ka imam-e-barhaq
Jo tujhe hazir-o-maujood se bezar kare

Zindagi tere liye aur bhi dushwar kare
Fakr ki saan chadha kar tujhe talwar kare


download naat

[table id=5 /]

Read More
Leave a comment

Na Koi Aap Sa Ho Ga, Na Koi Aap Jaisa Tha

Junaid Jamshaed
http://download.ufdpoint.com/naats/Junaid%20Jamshaed/Na%20Koi%20Aap%20Sa%20Ho%20Ga,%20Na%20Koi%20Aap%20Jaisa%20Tha%20(www.UFDpoint.com).mp3

Lyrics

Maula Ya Salli Wasallim Daeeman Abadan
Ala Habibi Ka Kher-E-Khalq-E Kulli Heemi

Na Koi Aap Sa Ho Ga Na Koi Aap Jaisa Tha
Koi Ye Sab Se Poochay Mustufa (Sal Allaho Alehi Wasallam) Ka Husn Kaisa Tha

Zameen O Asmaan Mein Koi Misaal Na Mili
Maula Ya Salli Wasallim Daeeman Abadan

Ala Habibi Ka Kher-E-Khalq-E Kulli Heemi
Daleel-E-Zindagi Woh Hein Kamal-E-Bandagi Woh Hein

Koi Bhi Dor Ho, Uss Mein Mera Jehaad Meelon Hai
Wo Hi Tho Deen-O-Duniya Hein Jo Baatein Haq Mein Kahein

Maula Ya Salli Wasallim Daeeman Abadan
Ala Habibi Ka Kher-E-Khalq-E Kulli Heemi

Rasool Allah Habib Ullah Imam-Ul-Mursaleen
Koi Bhi Baat Ho Har Hukam Unn Ka Moatabar Aisa

Ke Unnka…


download naat

[table id=5 /]

Read More
1

Muhammad (Sal Allaho Alehi Wasallam) Ka Roza Qareeb AA Raha Hai NEW

 

NaatKhawan: Junaid Jamshaed

Lyrics

Muhammad Ka Roza Kareeb Aa Raha Hai
Bulandi Pe Apna Naseeb Araha Hay
Muhammad Kaa Roza Kareeb Araha Hai
Bulandi Pe Apna Naseeb Araha Hay

Farishto Ye De Do Paighaam Unko,
Khabar Ja Kay Dedo Unko Farishto
Keh Khadim Tumhara Saeed A Raha Hai
Keh Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hay

Madina Madina Madina Madina,
Bara Lutf Deta Hai Naam e Madina
Madina Madina Madina Madina,
Bara Lutf Deta Hai Naam e Madina

Wafa Tum Na Dekho Gay Hargiz Kisi Mein
Zamana Woh Aesa Qareeb Araha Hay
Hifazat Karo Apnay Imaan o Deen Ki
Zamana Woh Aesa Ajeeb Araha Hay

Muhammad Ka Roza Qareeb A Raha Hai
Bulandi Pe Apna Naseeb A Raha Hai

Farishto Ye De Do Paighaam Unko
Khabar Ja Kay Dedo Unko Farishto
Keh Khadim Tumhara Saeed A Raha Hai
Keh Khadim Tumhara Saeed Araha Hai

Madina Madina Madina Madina,
Bara Lutf Deta Hai Naam e Madina

Madina Madina Madina Madina,
Bara Lutf Deta Hai Naam e Madina

Tumhain Kuch Khabar Hai
Kahan Ja Raha Hoon
Rasool e Khuda Hain Wahan Ja Raha Hun
Tumhain Kuch Khabar Hai Mai
Kiya Paa Raha Hoon, Mohabbat
Ka Unki Maza Pa Raha Hoon

Chalo Jaa Ke Rehna Madinay Mein Ab Tou
Qayamat Ka Manzar Qareeb Araha Hay

Farishto Ye De Do Paighaam Unko
Khabar Ja Kay Dedo Unko Farishto
Keh Khadim Tumhara Saeed A Raha Hai
Keh Khadim Tumhara Saeed Araha Hai

Madina Madina Madina Madina,
Bara Lutf Deta Hai Naam e Madina
Madina Madina Madina Madina,
Bara Lutf Deta Hai Naam e Madina

Nigaahon Mein Sultaniyat Heech Hogi
Jo Paaye Ga Dil Mein Payam e Madina
Sukoon e Jahan Tum Kahan Dhoondte Ho
Woh Sukoon e Jahan Hai Nizam e Madina

Madina Madina Madina Madina,
Bara Lutf Deta Hai Naam e Madina
Madina Madina Madina Madina,
Bara Lutf Deta Hai Naam e Madina

Muhammad Ka Roza Qareeb Araha Hay
Bulandi Pe Apna Nasib Araha Hai
Muhammad Ka Rozaa Qareeb A Raha Hai
Bulandi Peh Apna Naseeb A Raha Hai
Farishto Ye De Do Paighaam Unko
Khabar Ja Kay Dedo Unko Farishto
Keh Khadim Tumhara Saeed A Raha Hai
Keh Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai

Madina Madina Madina Madina
Bara Lutf Deta Hai Naam e Madina


download naat
[table id=5 /]

Read More
Leave a comment

Madad Ae Mere Allah

Junaid Jamshaed
http://download.ufdpoint.com/naats/Junaid%20Jamshaed/Madad%20Ae%20Mere%20Allah%20(www.UFDpoint.com).mp3

Lyrics


Tere ishq ki intehan chahta hun
Meri sadgi dekh kya chahta hun
Sitam ho ke ho wada-e-behijabi
Koi baat sabr aazma chahta hun

Madad madad madad
Madad madad madad
Madad ae mere Allah

Zara sa to dil hun magar shokh itna
Wohi lan-tarani sunna chahta hun
Ye jannat mubarak rahe zahidon ko
Ke main aapka samna chahta hun

Madad madad madad
Madad madad madad
Madad ae mere Allah

Bhari bazm me raaz ki baat kah di
Bada be adab hun saza chahta hun
Koi dam ka mehman hun ae ahl-e-mahfil
Charagh-e-sahar hun bujha chahta hun


download naat

[table id=5 /]… Continue Reading....

Read More
Leave a comment