Shehar-e-Tamanna Taiba Mein Lyrics

Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

Shehar e Tamanna Taiba Mein Aaya Alhamdulillah Alhamdulillah,
Meray Khuda nay din yeh dikhaya, Alhamdulillah Alhamdulillah.

Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

Apnay karam say bulwaliya hai, shehr e mohabbat dikhla diya hai
Mujh per huwa hai rehmat ka saya, alhamdullah alhamdullah.

Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

Ankhein hein darya, dil hai sumander, tufaan berpa hai meray under
Rozay kay manzar nay bay had rulaya, alhumdillah alhumdillah.

Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

Ghar ghar hai jaisay barkha barasti, sansoon mein sandal ki khushboo mehakti
Kaisi pronak masjid mein aaya, alhumdullilah alhumdullilah.

Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

Daman mein meray ab kiya kami hai, sheray Nabi phir shehray Nabi hai
Aakar Madinay mein subh kuch hi paya, alhamdillah alhamdillah.

Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

Jiska tasawur tha nakshay khayali, Woh samnay hai rozay ki jali,
Mera muqadar Rab nay jagaya, alhamdulila alhamdulila.

Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

Masjid mein unki dogana parh ker, Allahu Akbar meinay ujagar
Zokay ibadat dil mein basaya, alhamdulillaah alhamdulillaah.

Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah,
Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah, Allah Allah.

Hamd Information

Recited By: Mohammad Tahir Qadri
Album: Aao Sab Nabi Nabi Karein
Hamd: Shehar-e-Tamanna Taiba Mein
Editted By: Shehzad Qureshi
Directed By: Khalil Warsi
Special Thanks to FRS & QTV PAKISTAN

Read More
Leave a comment

Koyi Aaey Koyi Jaaey Lyrics

Allah Allah, Allah Allah…..

Zindagi mout ka nishana hai,
Sab ko eik din yahan say jana hai.

Koyi aaye koyi jaaey, yeh tamasha kiya hai!
Kuch samajh main nahin aata, kay yeh dunya kiya hai.

Aanay walay, to chaley jatay hain wapas lekin
Yeh azaal hi say sub nay dikha hai,
Us ki hikmat ka eik karishma hai, mernay wala kabhi nahin aata
Janay qudrat ka kiya mu’ama hai
Aaney waley to chaley jatay hain wapas lekin
Janay walay nahin aatay, yeh fasana kiya hai.

Teray ahbab, teray dost, terey ghar walay
Baad mernay kay, teray ahbab kaam aayein gay kiya?
Zindagi bhar ki mohabbat aik muthi khak hai.
Teray ahbab, teray dost, terey ghar waley
Tujhko mitti mein mila dein gay samajhta kiya hai?

Dafan ker kay yeh tasali bhi diye jatay hain
Rafta rafta sabhi aa jayein gay darta kiya hai?

Do ghari royein gay ahbab teray ay Kamil
Aina dekh kay har baat hua kerti hai
Aamnay samnay din raat huwa kerti hai
Baad mernay kay nahin kaber pay aata koi
Jeetay jee sab say mulaqat hua kerti hai.

Do ghari royein gay ahbab teray ay Kamil
Phir hamesha ko bhula dein gay samajhta kia hai?

Koie aaye koie jaaye yeh tamasha kia hai?
Zindagi naam rakh diya kis nay?
Mout ka intzaar hai dunya
Aik lamhay main idhar say udhar
Char din ki bahar hai duniya.

Allah, Allah, ALLAH
ALLAH… ALLAH… Allah!

Nasihat Lyrics

Naseehat Name: Koi Aaye Koi Jaye
Artist: Hafiz Mohammed Tahir Qadri
Cheif Executive: Ashraf Imran Sajan
Chief Editor: Akbar Qureshi
Assistant Editor: Mujtaba
Post: Genius Records
Produced By: Meem Journey

Read More
Leave a comment