Hasta basta dil kar diya khali us nay Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal Mujh se NAFRAT ki ajab raah nikali us nay,Hasta basta dil kar diya khali us nay, Meray ghar ki riwayat se woh khoob waqif tha,JUDAI mang li ban k SAWALI us nay! Read More Leave a comment
Hadon ki qaid se tuk ker azad mujhey Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal hadon ki qaid se tuk ker azad mujhey,dil me basaya hay to ankhon me utar le mujhy, meri sab hi jazbon me hay pakizgi ka rang,tu jis rishtay se chahay pukar lay mujhay Read More Leave a comment
Tujhe ansu bhari wo dua miley, Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal Tujhe ansu bhari wo dua miley,Jisey kabhi na rad Khuda karey, Tujhey hasrat na rahe kabhi jannat ki,Tere aangan me muhabbaton ki aisi hawa chale Read More Leave a comment
Kabhi zindagi sey gilla ker k roye Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal Kabhi zindagi sey gilla ker k roye,Kabhi mout ki hum dua ker k roye, Ajab silsila haiNamaz-e-Mohabbat ka,Qaza ker k bhi roye,ada ker k bhi roye Read More Leave a comment
Phool jaisa tera anjaam na honay doon ga Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal shaam say pahlay teri shaam na honay doon gazindagi main tujhay na.kaam na honay doon ga lagnay doon ga na hawa tujh ko khizaoon ki kabhiphool jaisa tera anjaam na honay doon ga Read More Leave a comment