Tan Sadkay Mera Man Sadkey Lyrics

Tan Sadkay Mera Man Sadkay
Jawan sadqay main us Sarkar toun, jidha naam Muhammed salle ala.

Rab nay jis di, zaat di khatir, apay qul farmaya
Oh sohna man, mohna pyara, jisnoon Rab uchaya Nabi ji
Tainoon Rub uchayaya..
Main wari sara jag vari x2
Jawan sadqay mein us Sarkar toun jidha naam Muhammed salle ala.

Nain teray di, masti otoun, maikhanay sab waray
Main jana kinj, hijr teray wich sohnaya waqt guzaray Nabi jee
Sohnaya waqt guzaray…
Dil tarpay meri roh tarpay x2
Jawan sadqay main us manthar toun jida naam Muhammed salle ala.

Us di sohni, surat seerat, chanan wand’di jaway
Rab sohna wi, aayatan day wich, ohdi naat sunaway Nabi ji
Teri naat sunaway…
Lasani sada dil jani x2
Jawan sadqay mein us dildar toun jida naam Muhamed sallayala.

Teray jorayan, otoon sohnaya, sari duniya wari
Teray pichay, phirdi sajna, duniya mari mari Nabi jee
Duniya maari maari…
Deed kara sanoon kol bula x2
Asi huey udas bahar toun jida naam Mohammed sallay ala.

Akh da noor tay, dil di basti, mithra naam Muhamed
Dam dam hasti, loun loun masti, mithra naam Muhaamed Nabi jee
Mithra naam Muhammad…
Dukh chand’da sanoon sukh vand’da x2
Jawan sadkay main uss gham khar toun jidha naam Muhamad salayala.

Teray naam tay, mardi haan mein, teray naam tey jeewan
Teray shehr day kutayaan day wii pair main toe toe peewan Nabi jii
Pair main toe toe peewan…
Deen duni (deen duniya) diyaan naimatan manglo x2
Uss uchi Sakar toun jida naam Muhammed salleala.

Na’at Information

Artist: Milad Raza Qadri
Album: Taskeen-e-Rooh-o-Dil

Read More
Leave a comment

Naat Sarkar Ki Parhata Hoon Mein Lyrics

Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi
Ik tera naam waseela hey mera
Ranjo o gham main bhi isi naam say rahat hogi

Yeh suna hai kay bohat gaur andheri hogi
Qabr ka khauf na rakhna aie dil
Wahan sarkar kay chehray ki ziarat hogi

Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…

Kabhi yaseen kabhi tauha kabhi walail aaya
Jis ki kasmein mera Rab khata hai
Kitni dil kash meray mehboob ki surat hogi.

Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…

Hashar ka din bhi ajab dekhnay wala hoga
Zulf lehra kay woh jab aayein gay
Phir qayamat pay bhi khud aik qayamat ho gi

Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…

Un ko mukhtar banaya hai meray Allah nay
Khuld main bas wohi jaa sakta hai
Jisko Hasnain kay nana ki ijazat ho gi.

Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…

Do jahan main usay phir koun panah main lay le ga
Ho ga ruswa wo sar-e-hashr jisay
Syeda Zahra kay bachoon say adawat hogi.

Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…

Unki chokhat pay pare hain to bari mauj main hain
Laut kay aayein gay jab us dar say
Meray dil tu hi bata kiya teri halat ho gi.

Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…

Rushk say dur kharey dekhtay houn gay Zahid
Jab sar e hashr gunahgaroon par
Meray aaqa ka karam ho ga inayat ho gi.

Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…

Mera daman to gunahoon say bhara hai Altaf
Ik sahara hai kay hum teray hain
Isi nisbat say sar e hashar shafa’at ho gi.

Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…

Read More
Leave a comment