Sun Lijiyeh Mola Sun Lijiyeh Aqa Lyrics – Dhamani Sisters

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x4)
Hazir hain haziri mei hazarow ki hal ata
Fariyaad hain hum par bhi karam kijiyeh aqa (x2)

Bhai Hassan Hussain kay woh jaaney murtaza
Abbas alamdaar woh saqayeh Sakina
Tarif unki kya karun kya mujey how sana
Sadqa unhi kay naam ka milta hain marhaba

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Jo hazarii Abbas alamdar ki karey
Allah uski muskile asaan sab karey

Din raat jo Abbas key naarey sey damb bharey
Kya gham usey duniya ka kisi sey woh kuy darey

 

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Hain hazarii Abbas ki tashrif laayi yeh
Yane ali kay lal pey qurbaan jaahiyeh
Row kar adab key saath yeh parkar sunahi yeh
Sarkar aap ka hamey rowza dikha hiyeh

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Aqa ko aaj apni musibat sunawo tum
Pehley tow apni aankhow sey aansu bahawo tum
Roro kay aag aatishey ghum ki bhujawo tum
Dilmei unhi ki yaad ko mehemaan banawo tum

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Aik rowz jo mei majlisey Shabbir mei ghayi
Thi hazarii abbas alamdaar ki wahan
Jitna bhi dil mei ranj tha woh sarah mitghaya
Aakar kisi kaan mei chup kay sey yeh kahan

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Mei jawun lowt awun wahan jaa kay ab kay saal
Kadmow pey sar jhukawun wahan jaa kay ab kay saal
Mei hazarii manawun wahan jaa kay ab kay saal
Sab ko yahi sunawun wahan jaa kay ab kay saal

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x4)

Lyrics Information
Recited By: Fatima Dhamani and Batul Dhamani

Read More
Leave a comment

Al Ajal Al Ajal Lyrics

Al Ajal Al Ajal (x4)
Ya imam-e-zamaan, Ab tow ajaa hi yeh (x3)
Al Ajal Al Ajal

Al Ajal Al Ajal (x4)

1. (Intezaaro ki ghariyaan, Mei kab tak ghinu
Zindaghi ka bharosa, Nahi kya karu) (x2)
Ab khuda key liye, Jalda ajaa hi yeh (x2)
Ya Imam-e-zamaan, Al Ajal Al Ajal

Ya imam-e-zamaan, Ab tow ajaa hi yeh (x3)
Al Ajal Al Ajal

2. (Hijr mei hai tarap ta, Dil-e-naatawaan
Ab tow ajaa hi yeh, Ya imam-e-zamaan) (x2)

 

Ab tow beherey Khudaa, Jalda ajaa hi yeh (x2)
Ya imam-e-zamaan, Al Ajal Al Ajal

Ya imam-e-zamaan, Ab tow ajaa hi yeh (x3)
Al Ajal Al Ajal

3. (Aap ko waasta, Apney abbas ka
Jo mariz hai unhai, Aap shafaa dijiyeh) (x2)
La walad ko ho awlaad, Ataa kijiyeh (x2)
Ya imam-e-zamaan, Al Ajal Al Ajal

Ya imam-e-zamaan, Ab tow ajaa hi yeh (x3)
Al Ajal Al Ajal

4. (Jo bhi mushkil mei hai, Bhaiyi beheney yahaa,
Mushkiley hal karo, Ya imam-e-zamaan) (x2)
Muntazir hai jahaan, Jald ajaa hi yeh (x2)
Ya imam-e-zamaan, Al Ajal Al Ajal

Ya imam-e-zamaan, Ab tow ajaa hi yeh (x3)
Al Ajal Al Ajal

5. (Intezaaro ki ghariyaan, Mei kab tak ghinu
Zindaghi ka bharosa, Nahi kya karu) (x2)
Ab khuda key liye, Jalda ajaa hi yeh (x2)
Ya Imam-e-zamaan, Al Ajal Al Ajal

Ya imam-e-zamaan, Ab tow ajaa hi yeh (x3)
Al Ajal Al Ajal

6. (Hijr mei hai tarap ta, Dil-e-naatawaan
Ab tow ajaa hi yeh, Ya imam-e-zamaan) (x2)
Ab tow beherey Khudaa, Jalda ajaa hi yeh (x2)
Ya imam-e-zamaan, Al Ajal Al Ajal

Ya imam-e-zamaan, Ab tow ajaa hi yeh (x3)
Al Ajal Al Ajal

7. (Aap ko waasta, Apney abbas ka
Jo mariz hai unhai, Aap shafaa dijiyeh) (x2)
La walad ko ho awlaad, Ataa kijiyeh (x2)
Ya imam-e-zamaan, Al Ajal Al Ajal

Ya imam-e-zamaan, Ab tow ajaa hi yeh (x3)
Al Ajal Al Ajal

8. (Jo bhi haajat hai meri, Vo sun lijiyeh
Jo dua’a hai hamari, Kabool kijiyeh) (x2)
Aap hassan key ho laal, Merey hujjat imam (x2)
Ya imam-e-zamaan, Al Ajal Al Ajal

Al Ajal Al Ajal (x4)
Ya imam-e-zamaan, Ab tow ajaa hi yeh (x3)
Al Ajal Al Ajal
Al Ajal Al Ajal (x4)

Lyrics Information
Recited By: Fatima Dhamani & Batool Dhamani
Album: Haider Haider

Read More
Leave a comment