Ammu Jannam Lyrics – Fatemah Ladak

Ammu jannam, ammu jaanam ammu jaan x2

Kasi az al atash harfi na yaare, ammu jaan
Ke babayam digar saqah na darre
Ammu jannam, ammu jaanam ammu jaan x2

Gazab ke saailahi hogaya hai, ammu jaan
Haram ka kafela lut kar chala hai, ammu jaan
Gala rassi me banda jaraha hai, ammu jaan
Sakina ke labon par ye sadaa hai
Ammu jannam, ammu jaanam ammu jaan x4

Benaal asghar miyane gahawaare, ammu jaan
Ke gashte jisme saqah pare pare, ammu jaan
Pidar bargashte ba range paride, ammu jaan
Girifte dar bagal daste bureede
Ammu jannam, ammu jaanam ammu jaan x2

Sitam ghar ke tamacho se bachalo, ammu jaan
Zaraa bekas ko pehlu me chupalo, ammu jaan
Dubara lowt kar aana hai mushkil, ammu jaan
Galle apne sakina ko lagaa lo
Ammu jannam, ammu jaanam ammu jaan x2

Mujhe hairat hai ab tak ji rahi hu, ammu jaan
Mere baba kahi hai me kahin hu, ammu jaan
Tumhe to neend aayi alqama par, ammu jaan
Tumhare baad me soyi nahi hun
Ammu jannam, ammu jaanam ammu jaan x2

Hamme roo janibe sahra guzareed, ammu jaan
Ke teer az deedye saqah dar aareed, ammu jaan
Hamme dar khaimaha matam begereed, ammu jaan
Hamme az tishnagi baham bimereed
Ammu jannam, ammu jaanam ammu jaan x2

Amari me hamme akar bithado, ammu jaan
Challe bazaar marne ki dua do, ammu jaan
Mujhe paani nahi darkaar lekin, ammu jaan
Puphi amma ki chadar ko dilado
Ammu jannam, ammu jaanam ammu jaan x2

Kasi az al atash harfi na yaare, ammu jaan
Ke babayam digar saqah na darre, ammu jaan
Kunam dafe atash ba ashke deede, ammu jaan
Ke saqah tishna lab dar khun tapide
Ammu jannam, ammu jaanam ammu jaan x2

Haram bhi rorahete saath milkar, ammu jaan
Likon ke se qayamat ka wo manzar, ammu jaan
“takallum” kampti thi lash ghazi, ammu jaan
Ye noha ka yateema ke labon par
Ammu jannam, ammu jaanam ammu jaan x2

Lyrics Information
Recited By: Fatemah Ladak
Track: Ammu Jannam

Read More
Leave a comment

Mera Iman Ali Hai Ali Lyrics

Kuley iman Ali (x2)

Kuley iman Hussain (x2)
Kuley iman Ali (x2)
Kuley iman Hussain (x2)
Deen ki shaan Ali (x2)
Deen ki shaan Hussain

Mera iman hai Ali hai meri pehchan Hussain (x3)
Shah wAliyon ka Ali (x2) Nabiyon ka sultan Hussain
Mera iman hai Ali hai meri pehchan Hussain (x2)

Ya Hussain

Hain bila fasl yeh donon he nabi ki zeenat (x2)
Aik sardar e jinan air qaseem e jannat

Adl e allah Ali (x2) adl ki mezan Hussain
Mera iman hai Ali hai meri pehchan Hussain (x2)

Ya Hussain

Chashm e khAliq mein hain ek doojay kay humsar donon
Aik nisbat say hai kul nabion say bartar donon
Nafs e ahmed hai Ali (x2) zehra ki hai jaan Hussain
Mera iman hai Ali hai meri pehchan Hussain (x2)

Ya Hussain

Sarey alam kay liye saray jahanon kay liye (x2)
Sab zameenon kay liye saray zamanon kay liye
Rab ki rehmat hai Ali (x2) rab ka hai ahsan Hussain
Mera iman hai Ali hai meri pehchan Hussain (x2)

Ya Hussain

Yeh tow khud nabion ka sultan gawahi daygha (x2)
Haan isi baat pay quran gawahi dayga
Nuqta e baa hai Ali (x2) bolta quran Hussain
Mera iman hai Ali hai meri pehchan Hussain (x2)

Ya Hussain

Aik hai khana e kaba ka bananay wala (x2)
Aik hai kalma e tauheed bachanay wala
Zamin e kaba Ali (x2) aur nigehban husaain
Mera iman hai Ali hai meri pehchan Hussain (x2)

Ya Hussain

Aik ney nabion say her lamha e mushkil taala (x2)
Aik ney fitrus o rahib ka muqaddar badla
Hai Ali amr e khuda (x2) rehmat e rehman Hussain
Mera iman hai Ali hai meri pehchan Hussain (x2)

Ya Hussain

Aik khAliq ki razaon ka khareedar bana (x2)
Aik woh jiska khuda aap talabgar bana
Yani haider ki tarha (x2) rab kay hai arman Hussain
Mera iman hai Ali hai meri pehchan Hussain (x2)

Ya Hussain

Aik be zar ko abuzar hai bananay wala (x2)
Aik hai hur ko jahanum say churanay wala
Meherban jaisa Ali (x2) waisa meherban Hussain
Mera iman hai Ali hai meri pehchan Hussain (x2)

Ya Hussain

Aaj bhi deen e payaamber yeh sada daita hai (x2)
Ab bhi islam ka pekar yeh sada daita hai
Mera rutba hai Ali (x2) hai mera ailan Hussain
Mera iman hai Ali hai meri pehchan Hussain (x2)

Ya Hussain

Na to dola hai na dolay ga aqeeda mera (x2)
Raat din noor Ali hai yeh wazeefa mera
Mera mazhab hai Ali (x2) hai mera eman Hussain
Mera iman hai Ali hai meri pehchan Hussain (x3)

Lyrics Information
Recited By: Fatima & Batul Dhamani

 

Read More
Leave a comment