Apna Ho Kar Bhi Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal kisi ki Awaaz k liye Dil tarasta haikisi k Intzaar men Dil Tarapta haiKya kahein is Dil_E_NADAN koJo apna ho kar b kisi or k liye Dharkta hai.. Read More Leave a comment
Tere bina hum jeena bhool jate hain Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal Tere bina hum jeena bhool jate hain,Zakhmon ko seena bhool jate hain, Tu zindagi mein sub se azeez hai hamain,Tujhse her baar yeh kehna bhool jaatay hain. Read More Leave a comment
Raaz-e-dil na sunana kisi ko Saqib Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal Raaz-e-dil na sunana kisi ko Saqib,Duniya mein sab hamraz badal jatay hain, Kisi kay bicharne se koi mar nahi jata,Haan magar jeenay k andaz badal jatay hain! Read More Leave a comment
Abhi sath hai to bat kar lia karo Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal Sanson ka pinjara kisi din toot jayega,Phir musafir kisi rah mein choot jayega! Abhi sath hai to bat kar lia karo,Kia pata kub zindagi ka sath choot jayega Read More Leave a comment
kitne nadaan thy toufan ko kinara samjha Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal kitne nadaan thy toufan ko kinara samjhakitne bejan saharon ko sahara samjha, kitnay anjaan thy wo log jo sahil pe thy,hamain doobta dekha or nazara samjha Read More Leave a comment