Lehar ko pyar tha kinary se Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal Lehar ko pyar tha kinary se,Par us ki shadi ho gaye sagar se, Kinary ki chahat lehar ko khench lati hay,Par badnaam na ho MOHABBAT is liye wo laut jaati hay, Read More Leave a comment
Teri qismat kabhi bhi badal sakti hay Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal Bujhi shamaa bhi jal sakti hai,Toofan se kashti bhi nikal sakti hai, Ho k maayus youn na apnay iraday badal,Teri qismat kabhi bhi badal sakti hay Read More Leave a comment
Is dafa to barishein rukti nahin faraz Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal Is dafa to barishein rukti nahin faraz,Hum ne ansu kia piye k saray mosam ro paray Read More Leave a comment
Marna ka maza to tab hai yaro Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal Koi dikha k roye,Koi chupa k roye, Humain rulanay walay,Humain rula k royee, Marna ka maza to tab hai yaro,Jab qatil bhi Janazay per aa ker roye Read More Leave a comment
Doosron ka dil phir woh dukhaya nahi karte Poetry SMS December 19, 2009 Eshaal Us ke intezaar se bhala kya ho ga haasil,Aane ka keh kar bhi jo aaya nahi karte,Rakhte hon jo dard bhara dil apne seene mein,Doosron ka dil phir woh dukhaya nahi karte, Read More Leave a comment